har insan ki alag pechan hoti hai.
humarey sms ki apni shan hoti hai.
har kisi ko kartey nahi hum...par jis ko kartey hain iss mein humari jaan hoti hai
Maine kaha "Dil Ruba"
Usne kaha balance bhijwa
Maine kaha "Paise Nahi"
Usne kaha "Kaise nahi"
Maine kaha "Mehangai Hai"
Usne kaha "Ja aaj se tu mera bhai ha
Har Asiq de data hai aapna Dil,
Hasino ki Aadaye hoti hain aayse Katil,
Har pal aap ko Sms kare yahi chahe mera Dil..
Par Gabrata hon najane kitna aajaye Mobile ka Bill